Sunday, 28 September 2014

Negotiation Faild the Bipartite President NFRRBO appeal

AIRRBEA-Today iba&ufbu ke madhya chal raha negotiation fail ho gaya hai...aaj first time new goi ka proposal samney aaya joki 11% increase par hi raha joki upa govt.ke samay tha..ufbu ne imediate proposal ko reject karte hue u turn liya aur agitation par jane ki notice di hai..details soon aap tak hoga..airrbea core comity andolan me participate karne ka dicision legi..jis tarah social media me ufbu ki apne members hi negative reaction kar rahe hai justified nahi hai..top politician aur beurocracy milkar banking sector ko private karne ki sajish kar rahe isiliye upa aur nda ki economic policies me koi diffrence nahi hai..please be unite aur apni takat ka ab ahsash karane ka sahi time aa gaya hai...aaj hi airrbea ka ek deligation nabard chairman se delhi me mila..rrbs ke pending issue par unse discuss kiya..Formation of NRBI par chairman nabard positive the..he suggested ki nrbi banane se desh ko aur customers ko kya labh hoga iska details document new govt.ko again submit kare..pension parity, other allownces parity, graduation increment, regularisation of daily wagers and also representation before JCC on membership strength etc.par bhi attention kiya gaya..positive dicision liye jane ke prati assure kiya gaya..he said ab jcc ki meet regular hogi aur sabhi chairman ke sath bhi.. isi kram me 10 oct ko all chairman ki meeting hogi..Deligation me Sri G hegde karnatka, Sri Yogesh sharma & Sri RS Pannu hariyana, Sri Banwari lal & Sri Jitendra rajsthan se the..nabard chairman Dr Hk bhanwala kal ki jcc meeting me bhi the jaha par bahut hi positive the..unke dwara meeting me clear is baat ko kaha gaya ki banking wage settlement ko puri parity ke sath rrbs me implement hona chahiye jiska future me pura dhyan rakha jayega..rrb ke sabhi staff 1day ki PL j&k sahyog fund me donate kare iski apeal airrbea kal jari karegi..aap sabhi ka pura sahyog milega..sagun pr nfrrbo

No comments:

Post a Comment